pm Kisan status kaise check Karen ? step by step guide 2025 update

Spread the love

Pm Kisan Status Chak  karna har kisan ke liye jaruri hai , Bharat Sarkar ki PN Kisan Samman Nidhi Yojana योजना के तहत ₹6000 की किसानों को सहायता दी जाती है तो किसने की किस्त लेट हो जाती है तू किसान अपने आप ही अपना स्टेटस चेक कर सकते है किसान सम्मन निधि का । यहां पर आपको स्टेटस चेक करने का फुल प्रोसेस स्टेप बाय step bataya जाएगा

Kaun-Kaun Se Details Se PM Kisan Status Check Kar Sakte Hain?

  • Aadhaar Number

  • Mobile Number (registered)

  • Bank Account Number

  • PM-Kisan Registration/Beneficiary ID
    (Official site in “Farmers Corner” me in options ko support karta hai

pm Kisan Samman Nidhi ka sabse aasan Tarika status check karne ka 👇

Step 1. sabse pahle aapko official website per jana hai 👇

https://pmkisan.gov.in/

step 2. FIR aapko Know your status click kar lena hai

Step 3. apna detail enter Karen Aadhar number ya registered number

step 4. registered number maloom nahin to upar Kone mein aapko Navy register number milega usko khol lena hai FIR aapko usmein Aadhar number dalkar OTP dalkar apna register number dekh sakte ho .

step 5. FIR registered number dalkar aapko OTP lekar submit per click kar dena hai vahan per aapko aapka pura status dikh jaega Jaise

. aapki agali kist ka status

. kist jari hui hai ya nahin

. Aadhar seeding ka status

. Bank Aadhar seeding status

. land record verification

. piche ki sabhi kist check kar sakte hain

Mobile (Self Registration / CSC) Se Status Check Karna

Agar aapne CSC ya self-registration kiya hai to official “Status of Self Registered Farmer” page bhi hai jahan Aadhaar enter karke check kar sakte hain

PM Kisan Helpline Numbers (Official)

  • PM-Kisan Helpline: 155261 / 011-24300606 (official contact listed).

  • Portal contact / state-wise officials bhi PM-Kisan site par listed hain.

– pm Kisan Samman Nidhi ka status check karne ka bahut hi simple process aapko Bata Diya Hai To agar aapko yah process Sahi Laga Ho To aap space ko follow jarur Karen

FAQ Section

❓ PM Kisan status kaun-kaun si details se check kar sakte hain?

✔ PM Kisan status Aadhaar number, registered mobile number aur bank account number se check kiya ja sakta hai.

❓ PM Kisan ka paisa aaya ya nahi kaise pata kare?

✔ pmkisan.gov.in website par jaakar Beneficiary Status option se payment status check kiya ja sakta hai.

❓ PM Kisan status nahi dikh raha hai to kya kare?

✔ Agar status show nahi ho raha hai to Aadhaar e-KYC, bank account details aur land record verify karna chahiye.

❓ PM Kisan ki installment kitne din me aati hai?

✔ PM Kisan Yojana ke tahat har 4 mahine me ₹2000 ki installment kisan ke bank account me aati hai.

❓ PM Kisan e-KYC kaise kare?

✔ pmkisan.gov.in par jaakar e-KYC option me Aadhaar number aur OTP ke through KYC complete kar sakte hain.

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top